Yaad tho aati hogi na?
Yaad tho aati hogi na?
Ha aati hai, kyun nahi aani chahiye kya?
Jab bhi yaad aati hai to kya karte ho?
Kuch nahi bas jab bhi milte the us jagah par jake baithte hai.
Unki tasveer dekhkar kabhi ro diya karte hai.
Vo gana suna karte hai jo unko
Bahut pasand karte hai.
Kya farak padta hai agar kabhi unhe yaad kar liya aur unke photo dekh liye.
Comments
Post a Comment